Unki Mohabbat Ke Abhi Nishaan Baaki Hai

SHARE

Unki mohabbat ke abhi nishaan baaki hai
Naam lab par hai,aur jaan abhi baaki hai
Kya hua agar dekh kar muh pher lete hai woh
Tasalli hai ki shakal ki pehchaan abhi baaki hai.

SHARE