Main mar jau to mere Sirhane na bithana usko

SHARE

Main mar jau to mere sirhane na bithana usko
Bhot tasalli dena bhot pyar se samjhana us ko
Ghumne ka bahana kar k door fizao me kahi l
Jana usko
Wo bawafa h us waqt ye ehsaas na dilana us ko
Us k samney na karna baatein aisi k meri yaad aa jaye
Meri tafri k mashghale suna suna k hansana u
Ko
Wo royega bhot bilawaje to meri rooh tadap uthegi yaar
Tum aisa karna meri maut ka hi na batana us ko

SHARE