Kaagaz ki kasti thi hamari zindgani uske bevfai thi baarish ka paani

SHARE

Kaagaz ki kasti thi
Hamari zindgani uske bevfai thi
Baarish ka paani
Hum bhi kitne paagal the
Uske pyaar me yaaro
Apni barbaadi ka bhi
Mazaa lene lage

SHARE