Jo Kaha Unhone Toh Humne Apni Zindagi Nilam Kardi

SHARE

Jo kaha unhone toh humne apni zindagi nilam kardi
Apni zindagi unke liye do pal ki mehman kardi
Achcha hua naam na aaya unka
Nahi toh voh kehti
Humne apni khudgarji ke liye unki zindagi badnaam kardi.

SHARE