Jab pyaar ko log khuda mante hain

SHARE

Jab pyaar ko log khuda mante hain
To pyaar karne walon ko kyu bura mante hain
Jab zamana dilon ko pathar kehta hain
To patharon se log kyu dua mangte hain..

SHARE