Is Dil ko Pyaar mein dhadakne ki Sazaa to milni hi thi

SHARE

Is dil ko pyaar mein dhadakne ki sazaa to milni hi thi
Ishq ki bahaaron ko ek na ek din yeh khizaa to milni hi thi
Yeh to humne haske zindagi ko gale laga liya tha
Warna dhundhne par marne ki ek wajah to milni hi thi

SHARE