Hamne tho apna dil unke hath me thama tha

SHARE

Hamne tho apna dil unke hath me thama tha.
Mohabbt karte hai unse ye ehsaas dilaya tha.
Unhone b kya koob natak nachwaya tha.
Tod k dil bazar me dande se tookwaya tha.
Dil to pagal tha sab kuch seh paya.
Dek k unki bewafi kuch na kr paya.
Rooh ko apni izaat pyari thii.
Kaa k kasam mouth ko apni gale lagwaya.

SHARE