Ek Shaks Pas Reh Ke Samjha Nahi Mujhe Is Baat Ka Malal Hai Shikwa Nahi Mujhe Main

SHARE

Ek shaks pas reh ke samjha nahi mujh
Is baat ka malal hai shikwa nahi mujh
Main us ko bewafai ka ilzam kaisay do
Us ne to ibteda se hi chaha nahi mujh
Pathar samajh kar paon? se thokr laga di
Afsos teri aankh ne parkha nahi mujh
Kya umedein baandh kar aaya tha samna
Us ne to aankh bahr ke dekha nahi mujhe?.!!

SHARE