Ek lamha ek manzar guzar jata hai

SHARE

Ek lamha ek manzar guzar jata hai
Jab apna koi bepanah yaad aata hai
Yun to awaz aati hai har shise ke tutneki
Par kabhi bina awaz k bahut kuch tut jata hai

SHARE