Dard Bhare Pyar Ki Talash Kab Tak

SHARE

Dard bhare pyar ki talash kab tak
Wo na aaye to uska intzar kab tak
Ab khud ke yakin pe shak hone laga hai
Aakhir jhuthi aash par eitbar kab tak

SHARE