Bewafai UsKi Mita Kar Aaya Hun

SHARE

Bewafai uski mita kar aaya hun,
Khat us k paani main baha kar aaya hun,
Koi parh na lay us bewafa k wadaun ko
Is liye pani mein bhi aag laga kar aaya hun

SHARE