Ab mujh ko bhoolne ke bahane talash kar Musam naya hai

SHARE

Ab mujh ko bhoolne ke bahane talash ka
Musam naya hai, tazah thakane talash ka
Aankhon ki duobti hoee kafiyatain na dek
In murdah aansoon main zamane talash ka
Mahloon ke baasiyon ne to thukra diya tujh
Galiyon main apne dost purane talash ka
Ya roshni ki burf se chehre ko dhaanp l
Ya zulimaton main khawab suhane talash kar

SHARE