Mujhse Kaha Ishwar Ne Mat Kar Intjar Is Janam Me Uska Milna Namumkin Hain

SHARE

Mujhse kaha ishwar ne mat kar intjar is janam me uska milna namumkin hain. maine kha agle janam me to mumkin hain. usne kha pachtayega. maine kha dekhte hain, tu meri rooh ko kitna tadpayega. usne kha chod use, chal tujhe jannat ki sair karata hu, maine kha aa dekh mere yaar ka muskurata hua chehra tujhe jannat zamin par najar ayegi, til-mila-kar usne kha, mat bhul ki tu hain to ek insaan hain, maine kha mila de mujhe mere pyar se aur sabit kar ki tu hain bhagwan..!♣

SHARE