Din Saleeke Se Uga Raat Theekane Se Rahi Dosti Apni Bhi Kuch Roz Zamane Se Rahi Chand

SHARE

Din saleeke se uga raat theekane se rahi dosti apni bhi kuch roz zamane se rahi chand lemho ko hi banti hain musavvir* aakhein zindagi roz to tasveer banane se rahi is andhere mei
76e
N to thokar hi ujala degi raat jungle mein koi shama jalane se rahi faasla, chaand bana deta hai, har pathar ko door ki roshni nazdeek to aane se rahi shehar mein sabko kahan milti hai rone ki jagah apni izzat bhi yahan hassne hasaane se rahi

SHARE