tanha tanha lagta hai

SHARE

Tanha tanha lagta hai, aadhi raat ka pora chaand dil se baate’n karta hai, aadhi raat ka pora chaand tu jo aana bhool gaya, ehd nibhana bhool gaya tera rasta takta hai, aadhi raat ka pora chaand us ke pyaar main khoey ham, uski khatir roey ham dekh ke aksar hansta hai, aadhi raat ka pora chaand such ye hai, paraya hai, phr be dil ko bhaya hai baat meri kab sunta hai, aadhi aat ka pora chaand ik din thi tanhai bohat, yaad tumhari aai bohat bilkul tum sa lagta hai, aadhi raat ka pora chaand

SHARE