Ek tota maina ki kahani

SHARE

Ek tota maina ki kahani... maina tota se bahut pyar karti he , bt tota maina ki pyar ko itna mahatv nahi deta . ek din maina ne puchha tota se " tum mujhe kabhi chhod kar ud to nhi jaaoge na" , tota ne kaha me ud jaunga to tum mujhe pakad lena, maina ne kaha " me tumhe pakad to sakti hu par tunhe vapas nahi paa sakta", ye sun kar tota ke aakho me aasu aa gaye tota ne apna pankh tod diya or bola ab me ud nhi sakta kabhi chhod kr nhi jaaunga , us din se dono bahut kush the par ek din tufan aaya ... tota ne kaha maina se tum ud jao me ud nhi sakta , maina thik he apna khayal rakhna ye keh kar ud jaatihe , jab tufan rukta he or maina vapas aati he to tota mara hua pada hota he or ek daali par likha hua hota he "kaas tum ek baar mujhse keh deti main tunhe chhod kar nhi jaa sakti to me tufan aane se pahle nahi marta" .....

SHARE