1 shakhs kahein ja raha
tha k sath chal para..
raste mein usne na fajar
ki namaz parhi
na zuhr na aser ki na
maghrib na eshaa ki.
yeh dekh k shaitan bola:
“mere aur tere raste ab
sy juda hain”
us admi ny waja phuchi
to shaitan bola: “main
ny adam ko aik sajda
nahi kia tha to allah
ny mujh pe lanat bhaiji
tu ny to 64 sajde nahi
kiya wo bhi adam k rabb
ko.
mujhe tere anjam sy darr
lag raha hai”