Marhaba Sad Marhaba! Phir Aamad-e-RAMZAN Hai

SHARE

Marhaba sad marhaba! phir aamad-e-ramzan hai, khil uthe murjhaye dil taza hua imaan hai, ya khuda hum aasiyon par ye bada ahsaan hai, zindagi me phir ataa hum ko kiya ramzan hai, … bhaiyon baheno! karo sab nekiyon par nekiyan, pad gaye dozakh me tale kaid me shaitaan hai, ya elahi! tu madine me kabhi ramzan dikha, muddaton se dil me ye attar k armaan hai

SHARE