"insaan,
ghar badalata hai ....
libaas badalata hai .....
rishte badalata hai ...
dost badalata hai ....
phir bhi pareshaan kyon rehta hai .... kyon
ki wo khud ko nahi badalata " ....
isiliye to mirza galib ne kaha tha:"
"umra bhar ghalib yahi bhool karta raha,
dhool chehre pe thi, aur aina saaf karta
raha"...