Hawa Men Tash Ka Ghar Nahi Banta

SHARE

Hawa men tash ka ghar nahi banta
Rone se bigra kaam nahi banta
Hausla rakho jeetane ka doston
Kyon ki ek jeet ya ek haar se
Koi sikandar ya fakir nahi hota.

SHARE