Mosam Hai Barish Ka Or Yaad Tumhari Ati Hai

SHARE

Mosam hai barish ka or yaad tumhari ati hai, barish k har ek qatrey se awaz tumhari ati hai, badal jab garajte hain dil ki dharkan barhti hai, or dil ki har1 dharkan se awaz tumhari ati hai, jab tez hawayen chalti hain to jaan hamari jati hai, mausam hai barish ka or yaad tumhari ati hai..

SHARE