Kisne kaha ki usko apna liya hain maine……
Woh toh mera kal tha jisko dafna diya mene
Andaaz dekhiye jara mere zakham khane ka
Jo diya zakham usne nasoor bana liya hai mene
Meri nafrat ka tum kya andaaza lagaoge yaaro
Dil me basi tasvir ko dil me hi jala diya hai mene