Seene se Hamhare Kahin Emaan hai Ghayab

SHARE

Seene se hamhare kahin emaan hai ghayab, muslim hain per pehchan ghayab. dunia ki lazzatoun main bus mashghol hain hum sub, aur dil se rab-pak ka farman hai ghayab. hum samne kaise jayn ge khuda ke, jab aakhrat ka sabhi saman hai ghayab. namaz qaim kijye or apni aakhrat sanwaren jumma mubarak

SHARE