According to hadees,
duaon ki qaboliat k auqaat,
1.farz namaz k baad,
2.azan or aqamat k darmian,
3.tahajjud k waqt,
4.barish barastay waqt,
5.dauran-e-safar,
6.iftaar k waqt,
7.jummay k din ek ghari,
8.shab-e-qadar main,
9.zam zam peetay waqt,
10.arfa k din maidan-e-arfat main,
11.quran ki tilawat k baad.