1 Shakhs Kahein Ja Raha Tha K Sath Chal Para

SHARE

1 shakhs kahein ja raha tha k sath chal para.. raste mein usne na fajar ki namaz parhi na zuhr na aser ki na maghrib na eshaa ki. yeh dekh k shaitan bola: “mere aur tere raste ab sy juda hain” us admi ny waja phuchi to shaitan bola: “main ny adam ko aik sajda nahi kia tha to allah ny mujh pe lanat bhaiji tu ny to 64 sajde nahi kiya wo bhi adam k rabb ko. mujhe tere anjam sy darr lag raha hai”

SHARE