Ay chand ki kirno jao na

SHARE

Ay chand ki kirno jao na, tm''usko choo kar aao na, wo kab kab kya kya karta hai? wo jagta hai ya sota hai? wo kis se batein karta hai? wo shaam ko kaisa lagta hai? wo raat ko kesa dikhta hai? jab soey kesa lagta hai? jab jagey kesa dikhta hai? tum chupkay chupkay jao na? tum"us"ko choo kar aao na? ham us k bina adhorey hain, or jeena mushkil lagta ha, tum kaan me us k keh dena, koi yaad bohat usey kerta hai? koi pyar bohat usey kerta hai....

SHARE