Kisi Ke Dil Ki Malka Kisi Ke Khwabo Ki Rani

SHARE

Kisi ke dil ki malka kisi ke khwabo ki rani,
Zamana mera deewana kisi ki mai deewani,
Hazaro chahne wale firte hain awara,
Thame jo hath mera mila nahi wo shehzada,
Mai pyasi aisi tadpu jaise tadpe koi nagan,
Jaha bhi jaau ho jaye hungama mere karan.!

SHARE