Santa railway station pe station master se puchta hai.
santa: “express kitne baje aati hai?”
station master: “9 baje”
santa: “local?”
station master: “1 baje”
santa: “aur maalgadi?”
station master: “3 baje, par aapne jaana kaha hai?”
santa: “arey yaar kahi bhi nahi, bas patri par tatti karni hai“