Santa Aur Banta Shehar Mein Aaye Aur Zindagi Mein Pehli Baar Rikshaw Dekha

SHARE

Santa aur banta shehar mein aaye aur zindagi mein pehli baar rikshaw dekha. santa rikshaw dekh ke bola. santa: “dekho kitna chhota taanga hai” banta: “haan aur gadha to dekho, aadmi jesa dikhta hai“

SHARE