Santa : Aap Gaye ( Cow ) Ka Dudh Use Karte H

SHARE

Santa : aap gaye ( cow ) ka dudh use karte h.? banta: ji nahi, wo to patla hota h. santa: phir bhais (buffalo) ka.? banta: ji nahi wo to gada hota h. santa: phir bakri ka.? banta: ji nahi, wo to pani jaisa hota h. santa: phir dibbe ka ? banta: nahi sahab mein dibba to bilkul pasand nahi karta. santa: phir ? banta: mein delhi dugd yojna ka dudh istemaal karta hu. usme saari kubhiya ek sath hoti h.

SHARE