Doctor: tumhare kaan kaise jale?
.
.
santa: main kameez istari kar raha
tha, ke phone
aa gaya.
maine jaldi mein phone ki jagah
istari kaan mai laga li
.
.
. .
doctor: to doosra kaan kaise jala?
.
.
.
.
.
.
.
.
santa: ab ambulance ko bhi phone
karna tha na. lol