Bahut Jyada Shaitaniyo Aur Faltu Ki Bakwas Karne Ki Vajah Se Pappu Ek Bar Fail

SHARE

Bahut jyada shaitaniyo aur faltu ki bakwas karne ki vajah se pappu ek bar fail ho gaya. teacher ne santa ko class mein bulaya aur boli. teacher: “tumhara ladka bada hi nalayak ho gaya, jitna faltu ki baton mein dimag lagata hai utna study pe lagana chahiye” santa: “madam ji, kya ho gaya kyu itna gussa kar rahe ho?” teacher: “ye dekho vo fail hai, english mein 9, math mein 7, science mein 11, sst mein 8, total 35” santa ne ye suna aur kuch pal sochne ke bad bola. santa: “wah madam, total mein to kamal hi kar diya, is subject ki to tution bhi nahi rakhi thi“ :d

SHARE