Autowala To Santa: Sahab

SHARE

Autowala to santa: sahab, 100 rupaye ho gaye. santa ne 50 rupaye autowale ko de diye. autowala: sahab ye to gundagardi hai, meter ki hisab se 100 rupaye hue hai. santa: tu bhi to baithkar aaya hai, tera kiraya bhi kya mujhe dena parega!

SHARE