Santa ka 7up peene ka man kar raha thha, ek dukan pe gaya aur bola.
santa: “mujhe ek asli wali 7up do”
dukandar: “ye lo”
santa ne 7up peene ke baad, 6 dakaar aur 1 paadh mara aur dukandar se bola.
santa: “abe ye naqli 7up hai asli nahi”
dukandar: “arrey kya baat kar rahe ho, wo kaise?”
santa: “ye 6up hai, 1 down hai“:d:d