Mere Marne Ke Baad Meri Kahani Likhna

SHARE

Mere marne ke baad meri kahani likhna, kaise barbaad huwi meri jawani likhna, aur likhna ki mere honth khushi ko tarse, kaise barsa meri aankhoon se paani likhna, aur likhna ki uska intezaar to bahut tha, aakhri saansoon mein woh hichkiyoun ki rawaani likhna, likhna ke marte waqt bhi deta tha dua tujhko, haath bahar tha qafan se yehi nishaani likhna

SHARE