Kyon tujhi ko dekhna chahati hain meri aankhein,
kyon khamoshiyaan karti bas hain teri baatein,
kyon itna chahane laga hoon tujhko main,
ki taare ginte huye kat-ti hain meri raatein,
tu hi kuchh bata de kya main karoon inka,
har pal jo mujhe tadpaati hain teri yaadein.