Bunty: Bhai Suna

SHARE

Bunty: bhai suna, sumit ne apni facebook wali girlfriend ke liye 300 ka recharge karwaya hai.
Pappu: humein toh kabhi 10 ke samose nahi khilaye, lekin koi baat nahi!
Bunty: aise kaise koi baat nahi?
Pappu: kyonki woh facebook wali girlfriend main hi hun!

SHARE