Hazaar Rang Bhare Zindagi Ke Khaake MeinHazaar rang bhare zindagi ke khaake meinTere baghair yeh tasveer na'mukammal hai
Zindagi Kitni Khoobsurat Hoti Agar Teri Chahat Adhuri Na HotiZindagi kitni khoobsurat hoti agar teri chahat adhuri na hotiKuch uljhane kuch majboorian hoti beshak, magr pyaar mein itni dooriyan na hoti
Tu Nahi To Zindagi MeinTu nahi to zindagi meiTu nahi to zindagi mein kya reh jayegaDoor tak tanhaiyon ka silsila reh jayegaDard kee sari tahe aur saare guzre hadseSab dhuan ho jayenge ek waakiya reh jayegaYun bhi hoga wo mujhe dil se bhula dega magarYe bhi hoga khud usi mein ek khala reh jayegaDayre insan ke inkar ke iqrar kee sargoshiyaYe agar kabhi toote to fasla reh jayega
Zindagi Nu Pyaar Assi Tere To Jyada Nahi KardeZindagi nu pyaar assi tere to jyada nahi kardeKise hor te aitbar assi tere to jyada nahi kardeTu jee sake mere bin eh ta changi gall hai sajjnaPar assi jee lavange tere bin eh vaada nahi karde
Hasane Ke Baad Kyon Rulati Hai DuniyaHasane ke baad kyon rulati hai duniyaJaane ke baad kyon bhulati hai duniyaZindagi mein kya koi kasar baaki thiJo mar jaane ke baad bhi jalati hai duniya