Sar Jhukaoge ToSar jhukaoge to..Sar jhukaoge to patthar devta ho jayega;Itanaa mat chaho use wo be-wafa ho jayega;Hum bhi dariya hain humein apana hunar maloom hai;Jis taraf bhii chal padenge raasta ho jayega;Kitani sachayi se mujh se zindagi ne keh diya;Tu nahi mera to koi doosra ho jayega;Main khuda ka naam le kar pee rahaa hun dostoZehar bhi iss mein agar hoga dawa ho jayega;Rooth janaa to mohabbat kee alamat hai magar;Kya khabar thi mujh se wo itna khafa ho jayega
Dosti Shayad Zindagi Hoti HaiDosti shayad zindagi hoti haiJo har dil mein basi hoti haiWaise to jee lete hain sabhi akele magarPhir bhi zaroorat inn ki har kisi ko hoti hai
Na Zindagi Mili Na Wafa MiliNa zindagi mili na wafa miliNajaane har khushi humse khafa miliJhoothi muskaan liye apne gham chhupaate hainSachi mohabbat karne ki bhi kiya khoob saza mili
Honthon Kee Hansi Ko Na Samajh Haqeeqat-e-ZindagiHonthon kee hansi ko na samajh haqeeqat-e-zindagiDil mein utar ke dekh hum kitne toote hue hain
Karta Raha Fareb Koi Saadgi Ke SaathKarta raha fareb koi saadgi ke saathItna bada mazaak meri zindagi ke saathShaayad mili saza mujhe is jurm kiHo gaya tha jo pyaar mujhe ek ajnabi ke saath
Na Zindagi Mili Na Wafa MiliNa zindagi mili na wafa miliNa jaane kyon har khushi humse khafa miliJhoothi muskaan liye apne gham chupaate hainSachhi mohabbat karne kee bhi kya khoob saza mili