Aisa Nahi Ke HamAisa nahi ke haAisa nahi ke ham ko mohabbat nahi miliTumhain chahtay thay, per teri ulfat nahi miliMilnay ko zindagi mein tou kayi hamsafar milayPer un ki tabiyat se tabiyat nahi miliChehron mein dosron ke tujhe dhoondtay rahaySoorat nahi mili kaheen seerat nahi miliBohat dair se aaya tu mere paasAlfaaz dhoondnay ki bhi mohlat nahi miliTujh ko gila hai ke tawajja na di tujheLaikin ham ko tou khud apni mohabbat nahi miliHam ko tou teri har aadat achi lagi "faraz"Afsos ke tujh se meri aadat nahi mili
To Arz Kiya:To arz kiya:Tum jo aaye zindagi mein baat ban gayiTum jo aaye zindagi mein baat ban gayiSamose me chutney daali chaat ban gayi
Khwaish-e-Zindagi Bas Itni Si Hai Ab MeriKhwaish-e-zindagi bas itni si hai ab meriKi saath tera ho aur zindagi kabhi khatam na ho
Tera Nazariya Mere Nazariye Se Alag Tha KyonkiTera nazariya mere nazariye se alag tha kyonkiTumne waqt guzara tha aur maine zindagi
Woh Silsile Woh Shaunk Woh Kurbat Na RahiWoh silsile woh shaunk woh kurbat na rahiPhir yun hua ki dard mein shiddat na rahiApni zindagi mein ho gaye mashroof woh itnaKi humko yaad karne kee fursat bhi na rahi
Tera Nazariya Mere Nazariye Se Alag Tha KyonkiTera nazariya mere nazariye se alag tha kyonkiTumne waqt guzara tha aur maine zindagi