Zamane Se Nahi Main To Tanhai Se Darta HunZamane se nahi main to tanhai se darta hunPyaar se nahi main to ruswai se darta hunMilne kee umang bahut hoti hai dil meinLekin milne ke baad teri judai se darta hun
Zamane Walon Se ChupZamane walon se chuZamane walon se chup ke rone ke din nahin hainUsey kehna yeh udaas hone ke din nahin hainMain jaan sakti hoon vasl mein asal bhaid kya haiMagar haqeeqat shanaas hone ke din nahin hainHamara khud se makaalma bhi naya naya haiKisi badamn ka libaas hone ke din nahin hainAbhi to aankhon mein aansuyon ki nami hai baqiZameen-e-dil par pyaas bone ke din nahin hainTranslationMakaalma = conversatio
Ye Zamane Kee WafayeYe zamane kee wafayYe zamane kee wafaye mere kaam kee nahiMujhe uski wafa chahiye kisi aam kee nahiUski to ek muskurahat bhi anmol thiYe tamam muskurahate kisi daam ki nahiMujhe gham hai to uske chale jaane kaParwah mujh par lage kisi ilzaam kee nahiMera haath dekh kar rabb ye bolaBahut si chahate tere liye hai bakiLekin, tere haath mein koi bhi lakir uske naam kee nahi
Saabit Hua Ke Tu Bhi Zamane Ke Sath HaiSaabit hua ke tu bhi zamane ke sath haiSaabit hua ke tu bhi hamaara nahin rahaa
Saabit Hua Ke Tu Bhi Zamane Ke Sath HaiSaabit hua ke tu bhi zamane ke sath haiSaabit hua ke tu bhi hamaara nahin rahaa
Karoge Yaad Ek Din Iss Pyaar Ke Zamane KoKaroge yaad ek din iss pyaar ke zamane koChale jayenge jab hum kabhi na vapas aane koChalega mehfil mein jab zikr hamara koiTo tum bhi tanhayi dhoondoge aansu bahane ko