Us Ke Daaman Mein Bhee Zakhmon Ke Siwa Kuch Na MilaUs ke daaman mein bhee zakhmon ke siwa kuch na milaHumne jis shaqs ko samjha tha maseeha sabkaZakhm: wounDaaman: lower portion of a shirt or a coaMaseeha: saviou
Ye Haqiqat HaiYe haqiqat haYeh haqiqat hai ki hota hai asar baton meinTum bhi samajh jaoge do char mulaqaton meinTum se sadiyonki vafaon ka koi nata na thaTum se milane ke lakiren thi mere hathon meinTere vadon ne hamein ghar se nikalne na diyaLog mausam ka maza le gaye barasaton meinAb na suraj na sitare na shaman na chandApne zakhmon ka ujala hai ghani raton mein
Tum Bhi Khul Jaoge Do Tum bhi khul jaoge doTum bhi khul jaoge do char mulaqaton meinTum se sadiyonki vafaon ka koi nata na thaTum se milane ke lakiren thi mere hathon meinTere vadon ne hamen ghar se nikalne na diyaLog mausam ka maza le gaye barasaton meinAb na suraj na sitare na shaman na chandApne zakhmon ka ujala hai ghani raton meinTum bhi khul jaoge do char mulaqaton mein
Haath Zakhmi Hua To Kuch Meri Hi Khata ThiHaath zakhmi hua to kuch meri hi khata thiLakiron ko badalna chaha tha kisi ko paane ke liye