Soz Mein Bhi Wahi Ik Nagma HaiSoz mein bhi wahi ik nagma haSoz mein bhi wahi ik nagma hai jo saaz mein haiFark nazdeeq kee aur door kee aawaz mein haiYe sabab hai ki tadap seena-e-har-saaz mein haiMeri aawaz bhi shamil teri aawaz mein haiAashiqon ke dil-e-majrooh se koi pucheWo jo ik lutf nigah-e-galat-andaaz mein haiGosh-e-mushtaq kee kya baat hai allaah-allaahSun raha hun main jo nagma jo abhi saaz mein hai
Fir Wahi Fasaana Afsaana Sunaati HoFir wahi fasaana afsaana sunaati hoDil ke paas hoon kah kar dil jalati hoBeqaraar hai aatish e nazar se milne koTo fir kyon nahi pyaar jataati ho
Wahi khamoshi wahi tanhaiWahi khamoshi wahi tanhaiYe hawa apne saath kiski yaad laayiHum to chand ko dekh rahe thePhir na jane kiske liye aankhein bhar aayi