Zulmat-e-Shab Ko SitaaronZulmat-e-shab ko sitaaroZulmat-e-shab ko sitaaron se sanwaara hum neKitni raton ko tujhe uthe ke pukara hum neJab kabhi hath se umeed ka daaman chootaLe liya aap ke daaman ka sahara hum neYoon to dunya bhi mukhaalif hai hamari warnaRukh badaltey huye dekha hai tumhara hum neHum zamaney se bhi takraa gaye teri khaatirJo na karna tha kiya woh bhi ganwaara hum neAe taqi, gham nahin yeh jaan rahe ya na rahePaa liya un nighaaon ka ishaara hum ne
Tamaam Raat Mere Ghar Ka Aik Dar Khulaa RahaTamaam raat mere ghar ka aik dar khulaa rahaMein raah dekhti rahi woh raasta badal geya
Jab jab ghire badal teri yaad ayiJab jab ghire badal teri yaad ayiJab jhoom ke barsa sawan teri yaad ayiJab-jab mein bhiga teri yaad ayiAb raha nahin jata, chatri lauta de bhai