Tanhayi Mein AjeebTanhayi mein ajeeTanhayi mein ajeeb zamanay ki wafaa dekhta rahaUmar bhar apna ghar tanha dekhta rahaKaheen na kaheen tou badal hee jaatay hain silsilayMagar main jahan gaya sehra dekhta rahaJaanay kiun katraatay hain loog mujhe milne seKal shab dair talak aaina dekhta rahaPaani maangtay maangtay mere honth pathar ho gayeWo shakhs mashkeezah lye khada dekhta rahaBe-gunaah tha phir bhi sir jhukaaye howaySitamgar ki sitam ki intehaa dekhta rahaUmar bhar mohabbat ka kuch yun sila rahaMain ose aur wo duniya dekhta rahaKahunga khuda se yom-e-hisaab ko 'mohsin'Ke zamaana meri barbaadi ka tamaasha dekhta raha
Kabhi TanhayiKabhi tanhayi, kabhi tadap, kabhi bebasi to kabhi intezarYe marz bhi kya khoob hai jise sab log ishq kehte hai