Suna hai asar hota hai baaton meinSuna hai asar hota hai baaton mein, aap bhi bhul jaoge do-chaar mulakaton meinLekin humse bachkar kahan jaoge, aapki dosti ki lakeer hai mere haathon mei
Suna Hai Khuda Ke Darbar SeSuna hai khuda ke darbar se,kuch farishtey faraar ho gayeKuch to vaapas chale gaye, aur kuch humare yaar ho gaye
Kuch Likh Nahi Paate Kuch Suna Nahi PaateKuch likh nahi paate kuch suna nahi paateHaal-e-dil zuban pe la nahi paateWoh utar gaye hain dil kee gehraiyon meinWoh samjh nahi paate, hum samjha nahi paate
Aaj kal tum mushkurati bahut hoAaj kal tum mushkurati bahut hoMere dil ko bhaati bahut hoDil kehta hai le jaaun tumhen dinner pePar suna hai tum khaati bahut ho