Jab Nazar UskiJab nazar uskJab nazar uski aan parti haiZindagi tab dhiaan parti haiJhel lete hain aashiq, ai farhadJiske sar jaisi aan parti haiBaat is dil ke dard ki , yaaroGufatgoo mein nidaan parti haiEk ke munh se jis ghari nikliPhir tau sau ki zabaan parti haiLekin itna koi kahe mujh seKabhu us ke bhi kaan parti haiManzalat sher ki tire, saudaYun bawaham-o-gumaan parti haiNahin isaah tu, par sukhan se tireTan-e-be jan mein jaan parti haiTranslationManzalat sher ki tire: dubious seem, and holloBawaham-o-gumaan: poetic worth and stat