Hum Ne Sab Sher Mein Sanware TheHum ne sab sher mein sanware theHum se jitne sukhan tumhare theRang-o-khusbhu ke husn-o-khoobi keTum se the jitne istiare theTere kaul-o-karar se pehleApne kuch aur bhi sahare theJab wo laal-o-gohar hisab kiyeJo tere gham ne dil pe vaare theMere daaman mein aa gire saareJitne tasht-e-falak mein taare theUmar-e-jaaved kee dua karte'faiz' itne wo kab hamare the
Jahan ki gurbat me sukun nahi ayegaJahan ki gurbat me sukun nahi ayegaGam-e-tohin se kubul nahi ayegaMaklul ki fitrat he ye kafirDimag fat jayega par ye sher samajh nahi ayega
Jahan Ki Gurbat Me Sukun Nahi AyegaJahan ki gurbat me sukun nahi ayegaGam-e-tohin se kubul nahi ayegaMaklul ki fitrat he ye kafirDimag fat jayega par ye sher samajh nahi ayega
Mujh Par Sitam Dha Gaye Meri Hi Ghazal Ke SherMujh par sitam dha gaye meri hi ghazal ke sherPadh-padh ke kho rahe hain woh, kisi aur ke khayal mein
Sher Logon Ke Bahut Yaad Hain Auron Ke LiyeSher logon ke bahut yaad hain auron ke liyeTu mile to main tujhe sher sunaaon apne
Kahin Sher-o-Nagma Ban Ke Kahin Aansuon Mein Dhal KeKahin sher-o-nagma ban ke kahin aansuon mein dhal keWo mujhe mile to lekin kai surtein badal ke