Ab Woh Ghar Tak Viraana Tha Bas Viraana Zinda ThaAb woh ghar tak viraana tha bas viraana zinda thaSab aankhen damm tod chuki thi aur main tanha zinda thaSaari gali sunsaan padi thi baad-e-fana ke pehre meinHijr ke dalaan aur aangan mein bas ik saaya zinda thaWoh dopeher apni rukhsat ki aisa waisa dhoka thiApne andar apni laash uthaaye main jhootha zinda thaThi woh ghar raatein bhi kahani vaade aur phir din ginnaAana tha jaane wale ko jaane wala zinda thaDastak dene wale bhi the dastak sunne wale bhiTha abaad mohalla sara har darwaza zinda thaPeele patton ko seh-pehr ki vehshat pursa deti thiAangan mein ik aundhe ghade par bas ik kava zinda tha
Abhi Zinda Hun Lekin Sochta Rehta Hun Khalwat MeinAbhi zinda hun lekin sochta rehta hun khalwat meinKi ab tak kis tamanna ke sahaare jee liya maineMeaningKhalwat = privac
Ya Rab! Dil-E-Muslim Ko Woh Zinda Tammanaa DeYa rab! dil-e-muslim ko woh zinda tammanaa deJo qalb ko garma de, jo rooh ko tarpaa de
Umeedon Ke Daaman Mein Zinda Hain HumUmeedon ke daaman mein zinda hain humWarna jeene kee chahat kahanTumse milne kee aarzoo liye firte hain dar-b-darWarna is laash ke naseeb mein kabar kahan
Zinda Rahein To Kya HaiZinda rahein to kya hai, jo mar jaayein hum to kyaDuniya se khamoshi se guzar jaayein hum to kyaHasti hi apni kya hai zamaane ke saamneEk khwab hain jahaan mein bikhar jaayein hum to kya
Zinda Rahe To Kya HaiZinda rahe to kya hai, jo mar jayein hum to kyaDuniya se khamoshi se guzar jayein hum to kyaHasti hi apni kya hai zamane ke samneEk khwab hain jahan mein bikhar jayein hum to kya