Riste Hue ZakhmRiste hue zakhRiste hue zakhm kisko dikhane nikleHaath me namak liye malham lagane nikleBaroodi surangon se uda do chuppiAjnabi kaise tere gam se begane nikleHum se bedari ka sabab poochne waleAankhon se meri neend churane nikaleSangshari ka ajab shouq wahan ya rabbaUnke har nishane pe meri sou jaanen nikleMeri taqdeer ke sooraj ko jagane waleKam se kam jugnoo se to behtar nikale
Zakhm Jhele DaaghZakhm jhele daagZakhm jhele daagh bhii khaaye bohatDil lagaa kar ham to pachhtaaye bohatDair se suu-e-haram aaya na tukHam mizaaj apnaa idhar laaye bohatPhuul, gul, shams-o-qamar saare hii thePar hamen unmen tum hii bhaaye bohatGar bukaa is shor se shab ko hai toRovenge sone ko hamsaaye bohatMiir se puuchha jo main aashiq ho tumHo ke kuchh chupke se sharmaaye bohat
Ek ye khwaahish ke koi zakhm na dekhe dil kaEk ye khwaahish ke koi zakhm na dekhe dil kaEk ye hasrat ke koi dekhne wala hota
Zakhm The Gehre Aur Na Aaya Mujhe Unhe SeenaZakhm the gehre aur na aaya mujhe unhe seenaUske zakhmo ke bin zindagi mein kya jeenaAgar lafzo mein teri tareef karunga to tere husn ke be-adbi hogiBas tu yeh jaanle ki tere bin to chand kee chandni bhi adhuri hogi
Kuch Zakhm Sadiyon Baad Bhi Taaza Rehte Hain 'Faraz'Kuch zakhm sadiyon baad bhi taaza rehte hain 'faraz'Waqt ke paas bhi har marz ki dawa nahi hoti